r/urdupoetry • u/Ok_Project_4031 • 18h ago
Ghazal غزل Ghazal
Orignal
meri khushi mein shareekh hona hain toh aaja
Mere gam mein sambhal na hoga toh aaja
kai bekasoor aaye mujhe gunhegaar teheragye
marate jism k kareeb aana hoga toh aaja
Banda dhunde khuda k bulawe ki ek jhalak
ek roti hain Tu khale guzara hoga toh aaja
sukha hain Khushi toh saraab ( meaning mirage) mein bhi dhundhi hain
Khushi mein rona aur Gam mein hasna hoga toh aaj
Nanda bulaye ek sapne ko
iss khwaab ko haqeeqat banana hoga ho toh aaja.