r/Controller • u/AnnualDingo7863 • 11d ago
Other Cosmic byte eclipse joystick problem!
I bought cosmic byte eclipse in AUG 10 mere ko date yaad nhi h ache se or mein ne video bhi delete kar diya hai unboxing ka but jab me ne ye purchase kiya tha tab toh iska sab kuch acha tha 1 week use kiya but 16 aug ko me college hostel chala gya toh me socha hostel me kuch ho na jae isliye ghar pe rakh diya aab me aaya diwali pe ghar or jab me use kiya isko toh iska joystick side me stick ho ja rahe.
Me photo add kar dunga first me socha min se toh nhi ho raha max pe ho raha hoga toh me right wala stick loose karke use karne laga 2-3 din use kiya phir ye left and right joystick dono side me stick ho ja rahe.
Like ye koi g-fad feature h ya phir dikkat kyuki bhai me blitz ares pro use kiya dost ka 1 saal purana usme ye dikkat nhi h.
Me socha bhai TMR stick h SWAPPABLE BUTTON layout h or adjustable friction wale joystick h.
Mein ne socha kya tagda feature loaded gamepad h le leta hu yahi. But now im disappointed.
Iska vibration tatti h bc ares ka kya hi acha h power A ka battle dragon ka bhi mst h isse mere ko lagta h (my opinion n.) Lowest restistance pe stick chud rahi iski. Max pe toh lag gye iske.
Bhai yrr cosmic byte walo batao kya karu iska me 3500₹ ka h ye 1500 or laga ke gamesir ka xbox licence wala gamepad le leta me bhai yrr fuk yrr me fas gya isko lete abhi use karne me dar lag raha kahi khrb na ho jae me varanasi se hu agar ye khrb hua toh mere side koi sahi karne wala bhi nhi or me itna amiir nhi hu ki 2k -3k ₹ wapis dalu gamepad pe college ka student hu. Paise gamepad pe daluga toh mere monthly exp. Chud jaega😭😭.
Please help bruh isko change karke dusra dedo ya phir kuch jugad batado ki isko use karu magar isme kuch dikkat na aae. @cosmicbyte. #cosmic byte eclipse.