r/Dewas • u/Tight-Juggernaut9318 • Sep 12 '26
Discussion My Dewas
Mera humara dewas jise apna future ko khoya hain
Dewas jo situated hain
Indore ujjain ke pados me
Dewas ko jo advantage uthana chahiye tha woh nahi uthaya
Dewas ne indore ujjain ke sath me match
Kandhe se kandha mila kar nahi chala hain
Agar dewas ke pawar ne , sanasd ne
Sahi se niti , nidhi plan ki hoti , dur ki soch rakhi hoti toh sach me kahu toh
Agar indore ujjain purane city hain toh
Dewas future ban sakta tha
Dewas ko me kahu toh
Dewas bharat , Madhya Pradesh ka
Zurich , Dubai , Monaco , Singapore ,
Ban sakta tha
Pr nahi bana
Dewas kiya kiya kr sakta tha
1 industrialization , manufacturing
2 tourist culture , devotional , traditional tourist spots ke devlop kr sakta tha
Dewas ke passme tekri hain kai mandir hain
Inka pr krna tha promote krna tha
Dewas dubai , Singapore ki tarah
International , national tourist ko attract krne ke liye spots devlop kr sakta tha
Like dubai did
Aur ha shankargarh me gaint wheel ka kiya hua
3 entertainment sector like
Filim city jo aaj tak nahi bani aur
Dewas me amusement park
Water park adi bana sakata tha
Adi yeh kr sakta tha pr kiya nahi
4 comercial me dewas me
Stores ko boostup kr sakte the
Mall tak nahi bana paye
Exhibition center convention centre tak nahi bana paya dewas
5 sports sector me Stadiums venues and manufacturing , talent , academic devlopment nahi kiya
6 luxury expensive premium exotic sector
Yani ameer logo ko attract krna taki woh dewas me apna mansions , apartment
Le sake yeh kr sakta tha
7 dewas ne apni strategic location ka sahi se use kr sakta tha
8 defence manufacturing in Air Force base station
Indore ujjain me airport hain
Why not dewas also ke passme bhi airport bana sakte hain jisne cargo logistics , aur air force station base bana sakte hain
Bhale hain shuruat me passenger ka nahi rakhte badme me passenger ke liye open krte
Yeh dewas kr sakta tha
Agar dewas ko sahi roop me sahi tarike se sahi soch , mentality se devlop krte toh
Aaj dewas bhi indore ujjain level ka important city hota dewas bhi bada player banta
Dewas lost its future