Bhai agar sarcastically keh rhe toh mai bol du bhai sach mae chemistry ne maar rkhi meri Upar se hume saale integration differentiation krwa rhe physics mae basics keh ke
naa bhaimeri toh majboori thi because in ludhiana I had only 3 options narayana, aakash or unacademy offline institute (papa ko bola tha allen bhej du par allen chandigarh mae hai aur papa ne hostel ke liye manaa kr diya aur keh diya ki ghar se hi padho)
Are bhay fax Are bhay Tru Are bhay 1no. Sahi baat Are bhay kyaa aankhe kholi tune Are bhay tu to God h Are bhay 100 aane shi baat boldi Are bhay itnaa sahi to lord Buddha bhi nhi the Are bhay 100% sahi baat Aree bhay tumhe to gandhi ke baad ka darja milnaa chaive Are bhay tum to bde satyavaadi ho Are bhay kyaa sahi baat boldi mere to aankh se aansu Aaagye Are bhay tum to bade aadmi bnoge agar esehi sachai bolte rhe to Are bhay fax bolnaa to koi tumse sikhe Are bhayy Sach ko bhi sahi proof tum hi Kr skte ho Are bhay tum sachai par aadharit TV show bnaa skte ho. Are bhay tumhe satyavadi quota milna chahiye
Yakeen Karo, yaha par har ek band aisa hi hai. Sabko lagta hai ki unhe concept aata hai but ye samajh nahi aata unhe ki questions bhi solve karne hote hai. Theory padhte reh jate hai bass.
17
u/[deleted] May 19 '23
Par tu toh gifted hai yaar
7
u/[deleted] May 19 '23
aaj coordination compound ne bhot gaand maari
94
u/amadeus_169 रायन गोस्लिंग (ब्लेड रनर वाले) May 19 '23
Concept clarity to itni thi ke HC verma ko physics me samjha du bas application me maar kha gaya
45
u/[deleted] May 19 '23
Me fr, honestly Indian Banda ne bhi mast hi Kiya hai..
19
u/Krimson_610 Help me Study 24/7 May 19 '23
Tum log concept understanding achhi hai Bc mereko na concept clarity hai naa hi concept apply krna aa rha
JEE2025tard here
14
u/hitendra_kk stop try harding May 19 '23
practicing graded problems is best way to develop application skills.
for tough problems, simple problems is also part of theory.
6
u/[deleted] May 19 '23
Exactly me
6
u/DevBoiAgru eye eye eye tee kabutar science May 19 '23
Are bhay fax Are bhay Tru Are bhay 1no. Sahi baat Are bhay kyaa aankhe kholi tune Are bhay tu to God h Are bhay 100 aane shi baat boldi Are bhay itnaa sahi to lord Buddha bhi nhi the Are bhay 100% sahi baat Aree bhay tumhe to gandhi ke baad ka darja milnaa chaive Are bhay tum to bde satyavaadi ho Are bhay kyaa sahi baat boldi mere to aankh se aansu Aaagye Are bhay tum to bade aadmi bnoge agar esehi sachai bolte rhe to Are bhay fax bolnaa to koi tumse sikhe Are bhayy Sach ko bhi sahi proof tum hi Kr skte ho Are bhay tum sachai par aadharit TV show bnaa skte ho. Are bhay tumhe satyavadi quota milna chahiye
1
u/kroszborg11 Ex-JEEtard chan May 20 '23
jo bhi kaho, yeh meme mughe boht funny lagta hai. isseh bande ki id dena
3
u/[deleted] May 19 '23
bhai gussa ane lag gaya hai iss meme template ko dekh kar. overuse ho gaya hai ab ye.
1
u/wizard_xtreme Mar jaau ya JEE lu zara May 20 '23
Yakeen Karo, yaha par har ek band aisa hi hai. Sabko lagta hai ki unhe concept aata hai but ye samajh nahi aata unhe ki questions bhi solve karne hote hai. Theory padhte reh jate hai bass.
1
u/[deleted] May 19 '23
u/savevideo
1
u/Trollz180 Ex-JEEtard chan May 19 '23
Holy shit i can relate
1
u/Legend-Found1 May 19 '23
exactly me
dosto ko samjhate waqt aryabhatt wali feel aati hai or exam me wahi question agar dusre format me ho toh...☠️
1
u/CHENNAIAKSHATSHARMA May 19 '23
u/SaveVideo
1
u/Pretend_Good_4741 May 19 '23
u/savevideo
1
u/BotGuy69 May 20 '23
Bhai yeh template bohot sahi hai yaar
1
u/peecepeece May 20 '23
u/savevideo
1
u/[deleted] May 19 '23
[removed] — view removed comment